Aanjane Woh pass Mere jab aati hai,
Dil ki dhardkan bard jati hai.
Jane! kaise log mohabbat karte hain,
Dil kehta hai hoti hai ho jati hai. ..
Dil ki dhardkan bard jati hai.
Jane! kaise log mohabbat karte hain,
Dil kehta hai hoti hai ho jati hai. ..
Khamosh jazbay bhi hotay hai,
in ko bata dena zaroori to nahi,
hum tumhay aghar chahtay bhi hai,
tum ko dil ki baat bataye yeh zaroori to nahi,
kuch baatay ankahi hi achi hai,
abh har raaz faash kartay chalay yeh zaroori to nahi,
dil ki baatay to ankhou se bhi ki jaati hai,
har baat labhou se ada ho yeh zaroori to nahi…

Yahi to khubsurat pyar ka nata hai.
jo bina kisi shert k jia jayta hai.
rehe duriyaan darmiyan to kya howa.
pyar to her pal dil me basaya jata hai…
jo bina kisi shert k jia jayta hai.
rehe duriyaan darmiyan to kya howa.
pyar to her pal dil me basaya jata hai…
Tumhein sari dunya se chupar apne pass rakhna chahti hun
Dunya ke nazaron se durr le jana chahthi hun…
Yeh mat samghna mughe tumse bewafai ka dar hai
Bas meri mohabaat mein kabhi kisi kami ka dar hai…
Tumhein chura le koi mughse yeh darr laga rehta hai
Mughse meri zindegi koi le le yeh darr laga rehta hai…
Tumhein apni dhadkan se bhi kareeb rekhna chahti hun
Lamha Lamha zindegi ka tumhare saath jeena…